The smart Trick of Ek shks ne apni betio ko qatal kar dia That Nobody is Discussing

usually Enabled required cookies are absolutely important for the website to operate appropriately. These cookies assure fundamental functionalities and safety features of the website, anonymously.

189.       Log tumse chaand ki ghathti badhti suraton ke mutaaliq puchte hain, kaho : yeh logon ke liye taarekon ki taayin ki aur hajj ki alamatein hain. Neiz unse kaho : yeh koi neki ka kaam nahin hai ke apne gharon mein pichey ki taraf daakhil hote ho, neki to asal mein yeh hai ke aadmi Allah ki naraazi se bache, lihaza tum apne gharon mein darwaze hi se aaya karo, albatta Allah se darte raho shayad ke tumhein falaah naseeb ho jaaye.

Aap ki hamd o sana ke saath tasbeeh aur aap ke liye taqdees to hum kar hi rahe hain.” Farmaya: “ main jaanta hoon jo kuch tum nahin jaante.”

thirteen.         Aur jab unse kaha gaya jis tarah dusre log iman laye hain usi tarah tum bhi iman lao to unhon ne yahi jawab diya “kya hum bewaqufon ki tarah iman layein?” khabardaar! Haqeeqat mein to yeh khud bewaquf hain, magar yeh jaante nahin hain.

212.       Jin logon ne kufr ki raah ikhtiyar ki hai unke liye duniya ki zindagi badi mehboob o dil pasand bana di gayi hai, aise log iman ki raah ikhtiyar karne walon ka mazaaq udhate hain, magar qayamat ke roz parheizgaar log hi unke muqable mein aali muqaam honge, raha duniya ka rizq, to Allah ko ikhtiyar hai jise chahe be-hisaab de.

Phir agar woh khud nikal jayein to apni zaat ke maamle mein maroof tareeqe se woh jo kuch bhi karein uski koi zimmedari tumpar nahin hai. Allah sab par gaalib iqtedar rakhne wala aur hakeem o daana hai.

220.       Puchte hain : yateemon ke saath kya maamla kiya jaye? Kaho: jis tarz-e-amal mein unke liye bhalayi ho, wahi ikhtiyar karna behtar hai. Agar tum apna aur unka kharch aur rehna sehna mushtarik (intermix) rakkho to is mein koi muzahiqa nahin, aakhir woh tumhare bhai bandh hi to hain, burayi karne wale aur bhalayi karne wale dono ka haal Allah par roshan hai, Allah chahta to is maamle mein tumpar sakhti karta, magar woh sahib e ikhtiyar hone ke saath sahib e hikmat bhi hai.

282.       Aey logon jo iman laye ho, jab kisi muqarrar muddat ke liye tum aapas mein qarz ka lein dein karo , to usey likh liya karo. Fareeqain ke darmiyan insaaf ke saath ek shaks dastawez (doc) tehrir kare. Jise Allah ne likhne padhne ki kaabiliyat bakshi ho, usey likhne se inkar na karna chahiye. Woh likhey aur imla (dictate) woh shaks karaye jispar haqq aata hai (yaani qarz lene wala), aur usey Allah, apne Rubb se read more darna chahiye ke jo maamla tai ho usmein koi kami beshi na kare. Lekin agar qarz lene wala khud nadaan ya zaeef ho, ya imla na kara sakta ho, to uska wali insaaf ke saath imla karaye, phir apne mardon mein se do aadmiyon ki ispar gawahi karalo aur agar do Mard na hon to ek Mard aur do auratein hon, taa-ke ek bhool jaaye to dusri usey yaad dila de. Yeh gawah aise logon mein se hone chahiye, jinki gawahi tumhare darmiyan maqbool ho.

Nabi ne jawab diya: “Allah ne tumhare muqable mein usi ko muntakhab kiya hai aur usko dimaagi o jismani dono qisam ki ehliyatein farawani ke saath ata farmayi hain aur Allah ko ikhtiyar hai ke apna mulk jise chahe de , Allah badi wusat rakhta hai aur sab kuch uske ilm mein hai”.

278.       Aey logon jo iman laye ho, khuda se daro aur jo kuch tumhara sood logon par baki reh gaya hai usye chodh do, agar waqayi iman laye ho.

142.       Nadaan log zaroor kahenge : inhein kya hua ke pehle yeh jis qible ki taraf rukh karke namaz padhte thay us se yakayak phir gaye? (Aey Nabi)Inse kaho : “mashriq aur magrib sab Allah ke hain, Allah jise chahta hai seedhi raah dikha deta hai.

a hundred seventy five.       Yeh woh log hain jinhon ne hidayat ke badle zalalat kharidi aur magfirat ke badle azaab mol le liya, kaisa ajeeb hai inka hausla ke jahannum ka azaab bardasht karne ke liye tayyar hain.

116.       Unka qaul hai ke Allah ne kisi ko beta banaya hai, Allah paak hai in baaton se. Asal haqeeqat yeh hai ke zameen aur aasmaano ki tamaam maujudaat uski milk hain, sabke sab uske mutii o farmaan hain.

Unke haathon ka likha bhi unke liye tabahi ka samaan hai aur unki yeh kamayi bhi unke liye mujeeb e halakat.

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15

Comments on “The smart Trick of Ek shks ne apni betio ko qatal kar dia That Nobody is Discussing”

Leave a Reply

Gravatar